Rab se aapki khushi mangte hain, duaon me aapki hansi mangte hain, sochte hain kya mangen aapse chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain
2 Wo laut aayega teri zindagi mein, jiska intzaar tujhe aaj bhi hai, maana waqt ne ki hai bewafai tujhse lekin meri duaon me asar aaj bhi hai
3
TUJHKO PANEY KI JUSTUJO BHI HAI TUU MERA ROO BAROO BHI HAI ,,,SOCHA THA KE IS DIL KO JALADEIN PER YAD AYA KE IS DIL MEIN TUU BHI HAI
4
Ruthne ka haq aap rakhte hai manane ki chahat hum rakhte hai, aapke hoton pe muskurahat yu hi bani rahe yehi dua rab se hum roz karte hai
5
geelay kagaz jesy hai zindagi apni, koi jalaata bhi nai or koi likh pata bhi nai ,akailay ho gay hain is dunya main EASE, koi satata bhi nai koi manaata bhi nai
6
Hum woh Shama nahi joo bugh jain teez hawaoun say ......................... Ain andhiiyoun say kah doo apnii auqat main rahain
7
Kaash dil ki awaaz me itna asar ho jaye ki hum jise yaad kare use khabar ho jaye rab se yahi dua hai meri ki aap jise chahe woh aap ka humsafar ho jaye
8
Heart is like a crystal preserve it, love is like a perfume spread it, feelings are like flood flow it, friendship is like umbrella come lets share it
9
woh keh kar chale itni mulaqat boht ha,main na kaha ruk jao abhi raat boht ha, ansooo mere tham jaen to shoq se jana,aisay main kahan jao ge barsaat boht ha
10
chaha tha us ko dill ki gharaion k sath,zinda hoon apni zaat ki tanhaion k sath, roka nahi tha us ko bicharnay say pehlay b,apni wafa pay naaz tha sachaaion k sath.
11
muhabbaten bhi ajib us ki nafraten bhi kamal,meri tarah ka hi mujh main sama gaya ik shakhs
12
falak ko zidd hai jahan bijliyan girane ki... hame bhi zidd hai wahin pe aashiyana banane ki...
13
Pass reh ker Juda si lagti hai,Zindagi Aab bewafa Si Lgti Hai,Mein Tumhare beghair hi Jee Loon Ga,Ye Dua bad,Dua si Lagti Hai
14
wo log baste hi ku hai dilo mein,jo toer jate hai dil ko pal bhar mein,chlta nahi bas ab as dharkno par ZAIGHAM.rhta hai ab gham dilo mein
15
mein ne har shaam chiraghoo se saja rakhi hai,shart hawahoo se laga rakhi hai, na janey kis gali se tum aa jao,mein ne har gali phuloo se saja rakhi hai
16
ek ittefaq apka hamari zindagi main aana, ek haqiqat? apsay dosti karna, aur ek tamanna! dosti ko zindagi bhar nebhana
17
Jaate Jaate Woh Hum Ko Achi Nishani De GayA... Umar Bhar Dauhra Saku Aisi Kahani De GayA... Kher Hum To Reh Gaye Pyase... Par Hamari Palko Ko Woh Paani De GayA ...
18
ik sersari c nazar woh mujh pay b daal day.....aye rab-e-zuljilal usay itna khayal day....itna b kya urooj k woh mil hee naa sakay.....woh ho sakay mera usay itna zawal day
19
Hum mitti ka aashiyana banate gaye, bana bana kar unhe mitate gaye, hume koi na apna bana saka, hum har kisi ko apna banate gaye
20
Dhundhati hai tujhe koo meri yeh nazar. Keya ho gaya hai abb nahi hai khabar, Tanhaiyon main rahnay lagee hun main, Bas mill jaye kaheen mujhe, mera humsafar.
21
Unhone dekha aur aansu gir pade, bhari basant mein jaise phool bikhar pare, dukh woh nahin ki unhone hume alvida kaha, dukh to ye he ki uske bad wo khud ro pade
22
Mana ye waqt hame yaad karne wala nahi, par bewaqt he yaad karliya karo, mana aapke aspas sari duniya hai, kabhi hamari kami ka bhi ehsas karliya karo
23
ik pathar tha us nay phool kiya......aur phir raston kee dhool kiya......zindagi tunay ik khushi day kar.....ham say kya kya nahi wasool kiya
24
BICHER K PHER MILAY GAY YAKEEN KITNA THA,tha to aik khawab mager haseen kitna tha.meray zawal se pehlay he wo mujay chor gya,haseen to tha hi mager zaheen b kitna tha
25
Har pal muskurana zindagi hai, muskurakar gam bhulana zindagi hai, jeet kar muskurana bhi kya muskurana hai, haar kar muskurana zindagi hai
26
Na shikwa na gila na shikayat karenge, Umar bhar us ka naam lekar marenge, Wo chahe na chahe hume gum nahi koi, Hum har pal bas ussi se muhabbat karenge
27
BuhaT Tarph HoGa Woh Mere Jany Ky Bad, Woh RoYa HoGa Har BaaT Ky Bad, Ansoo PonchaneY ky LiYa HaTh uThaYa Ho Ga, HaTh Bhi Roka Ho Ga Her Sans Ky Bad
28
ZINAGI MAIN HAMESHA NAYE LOG MILENGE, KAHIN ZIADA TO KAHINKAM MILENGE,AITBAR ZARA SOOCH KAR KARNA, MUMKIN NAHI HAR JAGAH TUMHEN HUM MILENGE...
29
khazan kay phool ki soorat bikhar gaya koi..tujhay khabur ni hoi ar mur gaya koi...usay gumaan hi naan tha jaisay mairay honain ka.....mairay paas say yuun baykhabur gaya koi.....
30
Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte, dil me rehne walo ki baat nahi karte, hamari to ruh me bus gaye hain aap, tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte
31
rafaqton k silsily na toot jain kahin kabi kabi milny ka silsila rakhna,mana k r log b hain kareb tery magar meri zaat ko oron se juda rakhna.
32
Phool bankar muskurana zindagi hai, muskurake gum bhulana zindagi hai, milkar log khush hote hai to kya hua, bina mile dosti nibhana bhi zindagi hai
33
Palkon k kinaray jo ham nay bhagoye hee nahi.....yeh naa samjho k ham roye hee nahi.....woh poochtay hain k khuwab mein kya dekha......aur ham hain k ik umr say soye hee nahi
34
Teri qurbat mili ..Magar tera sahara na milaa.. Kareeb pahunch kar bhi sahil ka kinara na mila.. Dekhta raha gaur se main hatheli apniii Magar mujhay apni kismat ka sitara na mila...
35
wadey kerta hain kasmein khatay hain.phir b janee koyun?loog sath chorr jaaty hain.hamein tu taklef hoti hai phool tornay mein b , na janee loog dil kaisay toor jataay hain
36
zakham aisa diya ki koi dawa kaam na aayi, aag aise lagayi ki paani se bhi bhuj na payi, aaj bhi rote hai unki yaad main, jinhe hamari yaad hamare guzar jane par bhi na aayi
37
Bhool jane ka hounsla na hua, door rah kar bhi wo juda na hua, unse mil kar kisi aur se kya milte, koi dusra unke jaisa na hua
38
No comments:
Post a Comment